Yahan kaha jaraha hai ke 70000 times "laa ilaha illallah" zindagi me ek baar padenge toh jahannum se chutkara miljayege
koi inse pucho toh sahi ke is ka kya saboot hai jo tabligh jamat ke naam par a jhoot logon ko bataya ja rahe hai.
vo log ek hi baat batayenge ke "hamare buzurg jhoot nahi keh sakte".
kya 70000 hazar baar "laa ilaha padne" se insaan jannat ko chalajayega?
kisi deobandi ke baap ke paas is ka saboot nahi ke 70000 baar "laa ilaha illallah" padne se koi jannat ko chalajayega
qayamat tak iska saboot nahi milega.
kyun ke sahih muslim ki ek hadees ki riwayat hai jiska mafhum hai ke suni sunayi baton ko phailane se khud o insaan jahannum ko jayega.
shayasd zakaria sahab bhi jahannum me honge. isliye sab logon ko a fdazail e amaal pad pad kar jahannum ko jane ko kehrahe hai.
Lekin is pagalpan ko ab sahih Muslim ke mutabik dekhenge toh a jhoot kaha hai zakaria sahab ne kyun ke unhone kaha hai ke a baat unhone kahi kisi se suna hai. Aur iski koi asal hadees bhi kisi hadees ki kitabon me nahi milti aap ko.
No comments:
Post a Comment